जाने कैसे करे वैक्सीन रजिस्ट्रेशन|How to register for vaccine|Cowin | Insider Information| 2021|

Опубликовано: 19 Май 2026
на канале: Insider Information
53
9

Hello Guys welcome to my Youtube channel Mera Naam Anirudh hai .
Aur aaj me leke aaya hu most Important video ki kaise aap Vaccine ke liye registration kar sakte hai Jaise kia ap sabhi log jaante hai Indian Govt ne 18+ ke vaccination Start ho gaya hai aur currently hume 2 vaccine brand of mil rahi hai ek hai covishield and second hai covaxin. First time registration kaise karna hai .


Vaccine registration link - https://www.cowin.gov.in/home


Aur jaise ki aapne dekha ki slot ki availibitly nahi hai to aapko janna hai ki kaise aap vaccine ke liye slot availibilty check kar sakte hai aur jaise hi slot available ho aap whatsapp email par uska notification le sakte to uske liye men eek dedicated video bana di aap sabhi log “I” button me jakar check kar sakte hai aur description me bhi aapko link share kar diya hai

Hopefully aapko ye video accha laga hoga agar accha laga hai to channel ko subscribe, kare video ko like kare aur share kare so that ye video un logo ke paas pahuch sake jinhe registration karna nahi aa raha hai aur nahi pata hai kaise register karte hai registeration aur me aapke liye aise hi new new video leke aata rahunga tab take liye Good bye take care of your family

Watch Next - कैसे जाने वैक्सीन Availability Get Notified Via Whatsapp, and Email --    • कैसे जाने वैक्सीन Availability Get Notifie...  

Watch Next - How to find verified Help| कैसे ढूंढे Verified मदद|
--    • How to find verified Covid Help| कैसे ढूंढ...