Hello Guys Mera name Anirudh Hai aur mein aaj leke aaya hu kaafi important video hai isme me aapko bataunga ki kaise aap just 1 sec me vaccine slot book kar sakte hai Request hai video ko pura dekhiyega.
So sabse pehle aapko Normal book karte hai agar vaccine slot to kitna time lagta hai wo jaan lete hai …….So jaisa ki humne dekha ki normal book karne me kareeb 3 min ka samay laga hume slot book karne me aur ab dekhte hai ki kaise aap just 1 sec me kaise book karna hai vaccine slot .
So sabse Pehle apko Google chrome browser me ek extension add karna hoga jiska name hai Cowin Booking ye apko Chrome app store me jakar add karna hai uske bad aapko website par jana hai aur Jo autofill ka option dikh raha hai usko fill kar dena hai pura ki kon si vaccine lagwani hai etc etc sabhi details enter karke pehle se hi rakhni hai jaise hi aapko pata lage ki aapko availability show hui hai uske baad aapko bss aapko OTP enter karna hoga aur aapka vaccine ka slot automatically book ho jayegi .
So jisko nahi pata hai ki kaise slot availibilty check karna hai uske liye mene 2 video pehle hi post kar di hai aap I button me jakar and description me bhi video ka link de diya hai wo check kar sakte hai proof ke sath video banai hai aapke liye taki aapke baadme koi doubt na ho agar fir bhi kisi ko kuch doubt hota hai to comments option me jakar apni query raise kar sakta hai me puri help karunga
So hopefully ye video aapko acha laga to bss jaldi se subscribe kare channel ko aur like and share kare video ko 20 like ka target hai video ka so jaldi se jaldi pura kardo dosto aur subscribe kardo channel ko taaki me aise hi videos leke aata rahu BYEEEEE.
कैसे जाने वैक्सीन Availability Get Notified Via Whatsapp - • कैसे जाने वैक्सीन Availability Get Notifie...
जाने कैसे करे वैक्सीन रजिस्ट्रेशन|How to register for vaccine • जाने कैसे करे वैक्सीन रजिस्ट्रेशन|How to r...
how to download vaccination certificate |वैक्सीन सर्टिफिकेट कैसे डाउनलोड करे • how to download vaccination certificate |व...
#Covid19Vaccine
#Covaxin
#Covishield
#Bookinghack
Make sure to subscribe to My Youtube channel
Make sure to subscribe to My Youtube channel
Instagram - https://www.instagram.com/insiderinfo...
Facebook - / insiderinfomation
Email - [email protected]