Aarakshan Kaise Bharat ko Barbaad Kar Raha Hai. India V/S Aarakshan

Опубликовано: 14 Май 2026
на канале: Bharat: Each and Everything
1,657
8

Aarakshan hamare India ke liye ek bimari hai jiska ilaaj bahut jaruri hai. Yeh ek aisa zehar hai jo is desk ko andar se hi maar raha hai.

Hum kehte hai ki bheemrav Ambedkar ne yeh aarakshan ka kanoon banaya tha, yes unhone banaya tha lekin hamesha ke liye nahi, unhone yeh kanoon banaya tha sirf 10 years ke liye kyunki unko bhi pata tha ki hamesha ke liye banaya gaya aisa kanoon unke apne logo ko ji nikkama bana dega.

Financial levels par shayad aarakshan ko thik kehna bhi sahi hoga lekin physical levels par, ya mental levels par aarakshan dena sarasar nainsaafi hai sirf general cast logon ke saath hi nahi schedule cast logon ke saath bhi.