Kaise Pooju Tujhe Chandi Maiya | Navratri Special Song
Special thanks to Rajni Gupta(My Mummy )for sharing such a beautiful Bhajan with us.
॥ भजन ॥
Kese Pooju Tujhe Chandi Maiya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Meri Aukat Itni Nahi Hai
Kaise Bhog Ye Chhapan Lagau
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Kese Pooju Tujhe Chandi Maiya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Tu To Khaye Maa Nariyal Batase
Main To Gam Khake Soya Pada Hu
Kaise Lau Main Meva Mithayi
Bad Rahi Hai Maa Kaise Mahgayi
Lau Anmol Kaise Chunariya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Kaise Pooju Tujhe Chandi Maiya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Meri Aukat Itni Nahi Hai
Kali Andhi Garibi Ki Chhayi
Tumko Deti Nahi Kya Dikhayi
Kaise Laau Main Aasan Suhana
Mera Dharti Pe Khud Hai Bichhona
Kaise Laau Main Shringar Maiya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Kaise Pooju Tujhe Chandi Maiya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Meri Aukat Itni Nahi Hai
Kaise Lau Main Chandi Ka Chhatra
Mere Tan Pe Bhi Kapda Nahi Hai
Kaise Banvau Mandir Tumhara
Mera Footpath Pe Hai Gujara
Kaise Kanya Jeevau Main Maiya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Kese Pooju Tujhe Chandi Maiya
Meri Samarth Itni Nahi Hai
Meri Aukat Itni Nahi Hai
Leave your comment and suggestion in order to grow the channel
************************************************
subscribe to our channel - its Free Free Free
***********************************************
Beta Bulaye Jhat Daudi Chali Aaye Maa: • Beta Bulaye Jhat Daudi Chali Aaye Maa| बेट...
HUM AAYE H MAIYA DARSHAN KO PANE : • HUM TO AAYE H MAIYA DARSHAN KO PANE | Day1...
मैया तेरे चरणों की, रज धूल जो मिल जाए | : • मैया तेरे चरणों की, रज धूल जो मिल जाए | Ma...
Lotus Style Poshak making : • New Year Special :Lotus Dress पोशाक for K...
Rose Style Poshak making : • New Year Special:How to make dress पोशाक o...
Ganesh Bhajan : • मन को छूने वाला बहुत ही सुन्दर गणेश भजन | ...
Ganesha trending song : • Impress Lord Ganesha trending song/ bhajan
Janmashtami Bhajan : • Janmashtami Special:जन्माष्टमी भजन/ Janmas...
____________________________________________________
You can submit your creation in form of video or photos at our email Id : [email protected]
Contact Us
Email – [email protected]
Face book - https://www.facebook.com/prarabh/?mod...
मैया तेरे चरणों की Ambe Tere Charno Ki Maiya Tere Charno Ki Dhool Jo Mil Jaye
राधे तेरे चरणों की धूल जो मिल जाए
#navrati2019#mata bhajan#Maiya tere charni ki