is vide me ham cursor likhna sikhenge, cursor likhne ke liye hame
4 keyword ka upyog karna hota hain
1. DECLARE : is keyword se ham cursor declare karte hain jis bhi table se data lana hain use likhte hain.
2. OPEN : is keyword se ham cursor ko fetch karne ke liye open karte hain
3. FETCH : is keyword ka upyog kar ham Cursor se ek row ki value yani ki sabhi column ki value ko variable me set karte hain.
4. CLOSE : jo bhi cursor open karte hain unko close karna hota hain. isliye is keyword ka upyog kar use close kar dete hain.
Read More
https://selfimagination.in/tips/curso...
MySQL Sikhe Hindi Me
https://selfimagination.in/tips/mysql...
#hindi #learnmysql #learnsql #mysql #cursor