Lyrics
Befikar kyun hai?
Parwah thodi si karle.
Tu aake ye bataa de,
Kyun mujhse ruthi hai?
Gair jitna bhi bana le tu,
Tere dil ke main qareeb hoon.
Woh reit ka ghar tha jo,
Bikhar gaya hai kyun, dhimi
Si hawa chali toh?
Apni toh nazdiki,
Ab hai badi qeemti.
Thi meri daastaan ki,
Aarzu tu aakhri.
Besukun si har raat kyun?
Khush toh hai na mere baad tu?
Woh reit ka ghar tha jo,
Bikhar gaya hai kyun, dhimi
Si hawa chali toh?
Bin tere saanson pe,
Aitbaar kya karein?
Ye jism rooh se,
Fariyaad kya kare?
Zinda hai tujhse bas ab puchhne ko.
Woh reit ka ghar tha jo,
Bikhar gaya hai kyun, dhimi
Si hawa chali toh?
Woh reit ka ghar tha jo.
#Reitkagar #Suzonn #ipluslyrics
© ℗ 2023 Suzonn