Aap ki kashish sarfarosh hai
Aapka nasha youn madhosh hai
Kya kahein tumse janeja
Ghum huwa hosh hai - 2
Aap ki kashish sarfarosh hai
Aapka nasha youn madhosh hai
Kya kahein tumse janeja
Ghum huwa hosh hai - 2
Aapki kashish sarfarosh hainn
Terein aadaoon ka jadu joh chal gaya
Deewana mein hua
Dil machal gaya
Halka dhuwan utha
Mausam badal gaya
Roshan hua sama
Parwana jal gaya
Jaagi re jaagi re mein soyi
Teri hi yaadon mey mein khoyi
Abb mera jahaan
Teri aaghosh hai
Aapka nasha youn madhosh hai
Kya kahein tumse janeja
Ghum huwa hosh hain - 2
Duba rahoon sadaa tere khayalo me
Uljha rahoon sadaa tere sawaloon mein
Tere bina kahi abb na karar hain
Janeeman tujhpe toh jaan bhi nishar hai
Jana yeh jana yeh maine jana
Tu mera tu mera deewana
Naa meri khata na mera dosh hai
Aapka nasha youn madhosh hai
Kya kahein tumse janeja
Ghum hua hosh hain - 2
Aap ki kashish sarfarosh hai
Aapka nasha youn madhosh hai
Kya kahein tumse janeja
Ghum huwa hosh hai - 2