Microwaves have been a staple of people’s kitchens for many decades. Many people would not be able to function normally without a microwave. It has become a part of many daily routines and makes things such as warming up food a lot simpler than it would otherwise be. A microwave is a multi-faceted appliance that is going to be useful in several ways.
You will be able to find many types of microwaves on the market that are worth your consideration. There are actually more variations among microwaves than you may realize. If you are looking for a large microwave unit that will help you to heat up large amounts of food at once, then you will be able to find it. There are also very compact microwaves that are perfect for those who are living in smaller environments such as apartments.
A good microwave will be able to make your life a little bit easier. You can actually cook many things with a microwave, and it will come in handy when you’re trying to prepare a large meal. Whether you are trying to heat something up or if you need to cook some appetizer, you’ll be happy to have a quality microwave around. They are very affordable appliances to own too, so there really isn’t a good reason not to have a microwave in your home.
microwave oven :माइक्रोवेव oven कई दशकों से लोगों की रसोई का एक मुख्य केंद्र रहा है aapko aaj kal to sabhi gharo me yah divice mil skta hai, khe to यह कई दैनिक दिनचर्या का एक हिस्सा बन गया है.
yh aapke bhojan ko jaldi garm krne ka bhot kifayti aur saral sadhan hai.
aap me se kai logo ne iska istemaal bhi kiya hoga per kya aapne kabhi ye socha hai ki yah ghrelu device kaam kaise karta hai,
kaise yah apke khane ko bina aag ke hi garm kar deta hai. To dosto chaliye aaj hm iske pichhe ki puri science samajhate hai.
Din bhar ki kadi mehanat ke baad aap thke hare shaam ko apne ghar me pahuchte hai. aapki family ghar per nhi hone ki wajah se ghar per bhojan nhi bna hai.
delivari ane me samay legega, to app decide karte hai ki freez me rkhe huye subah k bhojan se hi kaam chala lege. freez me subah ka bcha khana to hai per ab
paresaani ye haiki ye thandha hai. saubhagya se aap ke paas microwave hai jo bhojan ko 2-3 minato me hi garm kar deta hai. aapka khana ab khane layak garm hai lekin
ye kya microwave ne food ko to garm kr diya lekin uske aas pas ki shise aur ceramics ki chijo ko garm nhi kiya. aur microwave me kon si technology use hota hai
jisse bina aag ke hamara khana garm ho jata hai.
friends microwave ke kaam krne ka sidhdhant bahut saral hai. yah puri tarah se atoms ke bare me hai.jab bhi aap kisi vastu ko garm krte hai ya kisi bhi prakar se urja
jodte hai to us vastu ke atoms ki kampan gti bhdh jaati hai. sabhi vastu jiska taapman absolute zero jise ham zero kelvin bhi khte hai se adhik ho to uske atoms
kampan karte rhte hai.अधिक ऊर्जा अधिक कंपन के बराबर होती है, और इससे गर्मी उत्पन्न होती है। jis vastu ke atoms me jitni jaada tej kampan hogi vah utna hi garm hota hoga.
paani ke molecues bypolar hote hai jise ham dipole bhi khte hai. bilkul magnate ki tarah unke bhi do chhor hote hai jinme se ek per positive aur dusare per nagetive
charge hota hai. iska matlab ye hai ki unhe magneit field se prabhavit kiya ja skta hai. yah paridam ham microwave oven me small radio wave utpann kar ke prapt kar
skte hai inhi radio wave ko microwave khte hai.
aur vah device jo electric energy ko microwave me convert karta hai use ham magratron kahte hai.
electromagnetic spectram me dusre waves ki tarah microwave bhi electric aur mgnetic component se bna hota hai jo prakas ki gti se chalti hai.
jab microwave paani ke molecules ke ander se gujarta hai to microwaves ke magnetic component paani ke molecules ko ek second me arbo bar vibrate krata hai
jisase energy produce hoti hai aur paani garm hone lagta hai. kyoki ye microwaves plasic.ciramic aur glass se bina kisi rukavat ke pass ho jati hai isliye keval
bhojan ko hi garm krti hai aur isliye ye microwave oven bhot hi energy efficient hota hai.