Dil Kare To Kya Kare (Ho Mann Jahaan ) Official Video Song Atif Aslam

Опубликовано: 16 Май 2026
на канале: Rajneesh Bharti
227,586
3.2k

FOR ALL AADEEZZZ !!! IF U LIKE THIS THEN DO LIKE SHARE & COMMENT . AND DONT.FORGET SUBSCRIBE FOR MORE UPDATES..

Cast: Mahira khan , Sheheryar Munawar

Lyrics:
Neend gayi chain gaya
Saawan bin rain gaya
Main jaanu kya hai ye raaz

Main naate tod aaya
Yaar kahin chhod aaya
Bin sargam jaise hon saaz

Neend gayi chain gaya
Saawan bin rain gaya
Main jaanu kya hai ye raaz

Par dil kare to kya kare
Par dil kare to kya [x2]

Mere dil ki raahein
Yun gumsum veeraan hain
Jaise hon ye bhi naaraaz

Dil unko yaad kare
Raatein barbaad kare
Par keh na paaye ye raaz

Mann kare bhulaa dun gile
Na rahein shiqve gile
Tujh ko doon aise aawaaz

Par dil karay to kya karay
Par dil karay to kya [x2]

Thay jin se dil ke waaste
Kyun ban gaye wo faasley

Par dil kare to kya kare
Par dil kare to kya [x3