OpenCV Tutorial | How to Load an Image in Python in Hindi

Опубликовано: 11 Апрель 2026
на канале: Prince Learning Hub
69
6

Hello doston! 👋
Is video me hum seekhenge ki Python me OpenCV ka use karke image ko kaise load aur display kiya jaata hai.
Ye tutorial bilkul beginner-friendly hai, aur un logon ke liye perfect hai jo abhi Computer Vision ya Image Processing start kar rahe hain. 🚀

🔥 Is video me aap kya seekhoge:

✔ OpenCV install & import karna
✔ cv2.imread() se image load karna
✔ cv2.imshow() se image display karna
✔ Properly window ko close karna

code-
import cv2

Load the image
img = cv2.imread("image.jpg")

Display the image
cv2.imshow("Loaded Image", img)
cv2.waitKey(0)
cv2.destroyAllWindows()

my app - princetech.org.in