V. Kid - Binding Me (Official Music Video) DKR

Опубликовано: 06 Октябрь 2026
на канале: V. Kid
263
44

Official Music Video for "Binding Me" by V. Kid

Credits:

Written & Performed by V. Kid
Produced/Mixed/Mastered by V. Kid
Shoot by Parable
Edit by V. Kid
Shot on iPhone 15/16

Lyrics:

Subha ka scene baton ki shaam
Raton ki neend raazo ke jaam
Pila ke betha ma boon ta khwaab
Baton ko bhula ke milay araam
Neeyat hai clean shakal haram
Jebo se khaali toh kya karein naam
Jhumta ma bhi toh manu insaan
Paison se ni zyada bada insaan
Subha ka scene baton ki shaam
Raton ki neend raazo ke jaam
Pila ke betha ma boon ta khwaab
Baton ko bhula ke milay araam
Neeyat hai clean shakal haram
Jebo se khaali toh kya karein naam
Jhumta ma bhi toh manu insaan
Paison se ni zyada bada insaan

Yeah....
Tere jese dekhe aaye bohot
Zindagi dedeti maut
Tabhi na khauf
ma bhi toh betha akela tha roz
Khudko ma kosta kyun
Pyaar ka bhukha ni hu
Maarta sabhi junoon
Ek dafa khoon bhi
Karna tha khudka stress tha bohot
Zindagi dedeti maut

Ye jana nahi mujhe kese mile anjaam
Ye mana nahi gale me fanday ki gaant
Ma hyper tha bohot li lambi si saans
Fir yaad aaya aise toh jayegi jaan

Shayad Shaitan jo betha tha man me
chala tha Ma bhi toh galti ko karne
Ayi jo jaan kyu maare insaan
takatwar Ma bhi jo chala tha ladne
Karleta khatam ho khud ko ma
Kahani sunata kese tumhay
Maa k wo ansu jo dil pe lage
Khodun na khabhi bhi khud k kunay

Har dafa zindagi dikhati rang
Kabhi kathor pal kabhi naram
Zindagi chadar hai uper jo odh ke
Chala tha mod pe thaame kadam

Subha ka scene baton ki shaam
Raton ki neend raazo ke jaam
Pila ke betha ma boon ta khwaab
Baton ko bhula ke milay araam
Neeyat hai clean shakal haram
Jebo se khaali toh kya karein naam
Jhumta ma bhi toh manu insaan
Paison se ni zyada bada insaan
Subha ka scene baton ki shaam
Raton ki neend raazo ke jaam
Pila ke betha ma boon ta khwaab
Baton ko bhula ke milay araam
Neeyat hai clean shakal haram
Jebo se khaali toh kya karein naam
Jhumta ma bhi toh manu insaan
Paison se ni zyada bada insaan