Namaskar dosto aaj hum aapko es video me ms word ke home tab ke sabhi function aur tool btane ja rahe hai dosto yadi ek student hai tou aapko ms word ke home menubar ke andar har ek-ek function aur tool ko janne ki jarurat jarur padhi hogi jaise indend, function, align function, bold, italic, underline, superscript, subscript, paragraph marker, jusify, format painter, bullets, jaise function ms word ke andar kaise use kiye jate hai aur kaise use kiye jate hai.
#mswordhometab
#mswordhindi
#mswordtutorial
#mswordbasics