Hazrat Ali R.A Ne Farmaya 7 Kam Kisi Ko Na Batana Takee Sadatmand bano, 1 gareeb o faqeer k samne apni maal ki numaish Na Karna, 2 Bimaar k samne apni sihat o salamti ki baat Na Karna, 3 Kamzoor k samne apni taqat ki baat Na Karna, 4 pareshan shaksh k samne apni khoshi Ka izhar na Karna, 5 qadee k samne apni azadi ki baat Na Karo, 6 Bee olad k samne Bache Ka zikar Na Karo, 7 Yateem k samne walideen Ka zikar Na Karo,
• Hazrat Muhammad saw or Ek Kafir Ka waqia |...
#the history store 100k
#islamicstories