maa baap apni olad ki achi parwarish ke liye din raat mehnat karty hain woh bhook piyas bardasht karty hain takey unki olad ka mustakbil sanwar sakey aor agar wohi olad bari ho kar apne maa baap ki khushi ka zariya na ban sakey unke burhapey ka sahara na ban sakey ulta unki na farmani kare toh yeh qayamat ki nishaniyon main se aik bht bari aur waziha nishani hai ke qayamat bohat jald ane wali hai #islamicguide #hadees #islamicvideo