छत्तीसगढ़ के गाँव मे आज भी देशी जीवन ग्राम रमतला ramtala Bilaspur Chhattisgarh village life 2024

Опубликовано: 16 Июль 2026
на канале: Ravi Dhruv Cg
4,588
83

Jay Johar doston aaj main aap Logon Ko ramtala Gaon Ka Sundar Drishya Dikhane ja raha hun ramtala Gaon bahut Sundar Gaon yah Bilaspur Jile ke antargat aata hai Bilaspur se Matra 15 se 20 kilometre Duri Mein yah kahan sthit hai Charon Taraf Hariyali Aur Sundar Charon Taraf Khet Hai pure Hariyali Se Gira Hua Hai ramtala Gaon Yahan per dhaan ka fasal liya jata hai aur adhiktar majdoor Parivar Nivas karte hain aur Kisan parivar De Rehte Hain Bilaspur se najdeek hone ke Karan bahut Sare majdur Parivar Bilaspur bhi Aate Hain kam karne ke liye to vahan per Hua Bujurg Se Sundar baten bhi aapko dekhne ko Milega Agar Aap Hamare channel mein hai to hamare channel ko subscribe Karen jisse Hamare Aane Wala Aane Wale video Suchna Tak pahunch jaega yah desi aur Chhattisgarhi blog hai संगवारी हो माफ करहु वीडियो एडिट के समय थोड़ा गलती होगे वीडियो के शुरुवात म रमतला गांव ल मै ह कई बार सेमरताल गाँव बोल पारेव हौ वीडियो अपलोड करे के बाद मोला पता चलिसे