70 Year Old vs World Champion 🔥 Best Motivational Story | Motivational Story | Motivational Video | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Moti✅
vation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.
➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram - / motivation_quoteshala
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala
✅ Topics Covered
Best Motivational Story, Motivational Story for Students, Best Inspirational Story
➡️ About The Video
Ek 70 saal ka buzurg aur duniya ka champion ek doosre ke saamne! Kaise ek buzurg apne hausle aur determination se duniya ke champion ko takkar de sakta hai? Yeh kahani aapko inspire karegi apni zindagi mein kabhi haar na maan-ne ke liye. Dekhiye yeh motivational story aur paaiye jeetne ka jazba
🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Bade biceps wale body builders
Aur 100 kilo ke pahalwan bhi
Sab hairan reh gaye Jab 70 Sal ke ek budhe uncle Joseph
Ek Hand Wrestling Club me ja kar bole
“Suna hai tumhare yaha ke champion ko harane pe”
50,000 Rupee milenge?”
“Kyu chacha iss umar me ap ladoge?”
“Sirf ladunga he nahi! Jeetunga Bhi!”
Aur se sunte he sare body builders hasne lage
Lekin jab Uncle Joseph aur Champion Vivian amne samne bidhe
Pheli ek minute tak uncle ke usko kadi competition di
Lekin uske bad pura club sadme me chala gaya
Kyon Ki sirf agli 15 Sec me
Uncle Joseph ne Vivian ko hara diya tha!
“Bhai tu pichle 3 Salo se champion hai
Is budhe uncle se kese har gaya?”
“Kyon Ki Uncle ke Dil me bhaut takat hai”
Vivian bola aur fight se phele kahi use uncle ki bat yad ayi
“50 Hazar ke liye apna hath tudwaoge kya?”
“Meri biwi ko guzre hue 3 Sal ho gaye hai”
Aur Ab tak uski kabar par lagane ke liye
Mai ek tombstone nahi karid paya
Ab Pyar me hath tute ya sharir
Mai koshish puri karunga
✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
UPSC Motivation 🔥 Motivation Videos @ • UPSC Motivation | Motivation QuoteShala
🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️