Aag Laga Ke Chale Ho Kahan | Varsha Usgaonkar, Divya Kumar | Pathreela Raasta (1994) | Kumar Sanu

Опубликовано: 01 Октябрь 2026
на канале: Shemaroo Romantic Songs
5,519
51

Enjoy this super hit romantic song Aag Laga Ke Chale Ho Kahan from the Pathreela Raasta (1994) starring Varsha Usgaonkar in the lead role sung by Kumar Sanu & Alka Yagnik.

Aag Laga Ke Chale Ho Kahan | Varsha Usgaonkar, Divya Kumar | Pathreela Raasta (1994) | Kumar Sanu

Song : Aag Laga Ke Chale Ho Kahan
Film: Pathreela Raasta (1994)
Actor: Varsha Usgaonkar,
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Music By: Ram Laxman
Lyrics: Maya Govind

#alkayagnik #kumarsanu #varshausgaonkar #divyakumar #hindisong #hindigane #hiphop #90severgreen #90shindisongs #90ssong #90s #romanticsong #romantichindisongs #lovesong #bollywoodsongs #bollywoodlovesongs #bollywoodhindisong #evergreenhits #evergreensong #alkayagniksong #kumarsanusongs #varshausgaonkarsongs

Song Lyrics :
Aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
kehne ko mausam barfila hai kehne ko mausam barfila hai
saason se dekho nikale dhuaa

shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
aaj agar main reh gayi aaj agar main reh gayi
hardum padega rukna yaha
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya

dekho tumko yaar hai roka pehli baar hai
is tarah na tarsaao pehla pehla pyaar hai
dekho tumko yaar hai roka pehli baar hai
is tarah na tarsaao pehla pehla pyaar hai
baaho mein teri duniya meri baaho mein teri duniya meri
kadmo mein tere mera jaha
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya

dekhke teri nazar ho rahi hu bekhabar
accha to lag raha fir bhi lag raha hai dar
dekhke teri nazar ho rahi hu bekhabar
accha to lag raha fir bhi lag raha hai dar
jaane kidhar leke chala jaane kidhar leke chala
rangin khwabo ka ye karwa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa

aao to fir ghum le masti mein hum fir jhum le
kar bahana mausam ka labo ko chum le
aao to fir ghum le masti mein hum fir jhum le
kar bahana mausam ka labo ko chum le
pyaar ke sagar ka ant nahi pyaar ke sagar ka ant nahi
kitna gehra hai roop ka kuaa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
aaj agar main reh gayi aaj agar main reh gayi
hardum padega rukna yaha

Pls subscribe to our channel:    / @shemaroo.romanticsongs  

Follow us on:
Facebook -   / shemaroofilmigaane  
Twitter -   / filmigaane  
Instagram - https://www.instagram.com/shemaroofil...