Digestive System Song

Опубликовано: 14 Июль 2026
на канале: Leena Bhasker
294
11

@leenabhasker
lyrics
Ansh ne khaya aloo ka parantha
Mouth ne bola aaja aloo ka parantha
Saliva ne wet aur soft kiya aloo ka parantha
Teeth ne bola cut cut cut and chew chew chew
Tongue ne push kiya aloo ka parantha
Food pipe mein pehuncha ab aloo ka parantha
Slide karke stomach mein gira ab aloo ka parantha
Stomach bola aaja belly dance karle aloo ka parantha
Twist twist twist, Squish, squish squish
Ab to bechara pees gaya aloo ka parantha
Small intestine mein zig zag ghooma aloo ka parantha
le lo sare nutrients bola aloo ka parantha
small intestine ne push kiya waste wala aloo ka parantha
phir gaya large intestine ,rectum aur anus mein aloo ka parantha
Ansh ki subah neend khuli aur bahar nikla waste wala aloo.ka parantha
#educationalvideo
#science