Lapata | Akash Musik

Опубликовано: 11 Июль 2026
на канале: Akash Musik & Amplified Media
119,479
1.3k

Lapata by Akash Musik

Artist - Akash Musik
Song - Lapata
Music & Composed - Akash Sam
Written by - Akash & Waqas Feroz
Ad/Dop - Ashish Lazarus/Hani
Production of A'Amplified Studio & Films

𝐅𝐨𝐫 𝐋𝐚𝐭𝐞𝐬𝐭 𝐔𝐩𝐝𝐚𝐭𝐞𝐬:-
Facebook:   / akashmusik  
  / akashmusik  
Snapchat: AkashMusik
twitter:   / akashmusik  
email: [email protected]

Lyrics

Jis Terah Gumshuda
Tu Hua HumSafar
Teray Pyar Mein
Lapata

Teray Gham Kay Nisaahn
Meray Seenay Mein Yoon
Hain Dafan or Kafan
Lapata

Day Gaya Pyar Ki
Tu Mujhay Jo Saza
Woh Lagay Haan
Ab Jazaa

Gaoun Kaisay Kay Awaaz Naheen
Bolon Kaisay Kay Ilfaaz Naheen
Roun Kaisay Kay Ankhoon Mein Ansoo Naheen
Sochoon Kaisay Kay Rooh Mein Jaan Naheen

Gaoun Kaisay Bolo?
Roun Kaisay Bolo?

Gaoun Kaisay Kay Awaaz Naheen
Bolon Kaisay Kay Ilfaaz Naheen
Roun Kaisay Kay Ankhoon Mein Ansoo Naheen
Sochoon Kaisay Kay Rooh Mein Jaan Naheen

Wakt Ki Thapkiaan
Mujh ko Milti Raheen
or Siskiaan Meri Ruk
Na Sakeen

Bewafa Pyar Ko
Aazmata Reha
Yoon Lagay Jaisay Sab
Lamakan

Lay Gaya Tou Meray
Ishq Ka Woh Junoon
Haan Sakoon Milta
Hi Naheen

Gaoun Kaisay Kay Awaaz Naheen
Bolon Kaisay Kay Ilfaaz Naheen
Roun Kaisay Kay Ankhoon Mein Ansoo Naheen
Sochoon Kaisay Kay Rooh Mein Jaan Naheen

Siskiyaan Meri.....
Chahatein Bhi Meri...
Siskiyaan Meri.....
Chahatein Bhi Meri...

Teray Pyar Mein Lapata
Teray Pyar Mein Lapata

#Lapata #AkashMusik #AkashMusikSongs