Asslam o Alekum Dosto...! Aap ne apni zindagi main kaafi martaba Zionist ya Zionism ki istalah zaroor suni hogi, Dosti sehoni ya zionist kuan log hote hain aur ye yahodiyon yani Jews se Mukhtalif kiyon hote hain... Mulk e israel ka in se kiya taluq hai aur duniya bhar main inhen bura kiyon mana jata hai... Yahodiyat aur Sehoniyat main kiya farq hai ye tamam batain aap jaan saken ge humaari aaj ki Video main....