Shabash Jawaana (LYRICS) - B Praak | Rahul Jain | Kunaal Vermaa | Arshad Warsi | Meher Vij

Опубликовано: 31 Март 2026
на канале: Superhit Music
5,914
117

#ShabashJawaana #BPraak

Shabash Jawaana Song Credits
Song: Shabash Jawaana
Singers: B Praak & Rahul Jain
Music Composer: Rahul Jain
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music on Zee Music Company

Ho Raat Ki Chadar
Jitni Kaali
Kaam Diye Ka
Bas Jalna Hai

Ye Jeet Haar Hai
Baad Ki Baatein
Kaam Tera Toh
Bas Ladna Hai

Niyat Jab Paak Hai
Iraadein Saaf Hai

Jo Hoga Tera
Rab Dekhe Tu
Rab Te Chhad De

Shabash
Shabash Jawaana
Shabash Jawaana

Jo Hoga Tera
Rab Dekhe Tu
Rab Te Chhad De

Aas Ne Sabko
Aaj Pukara
Aayi Haath Dilasa

Sabki Ambar
Pyaas Bujhaye
Baitha Khud Hi Pyasa

Dhoop Ye Jitne
Pair Pasare
Chhaon Bhi Niklegi

Baat Hai Ab
Mitti Ki Bande Sirf
Zameen Ki Nahi

Shabash
Shabash Jawaana
Shabash Jawaana

Jo Hoga Tera
Rab Dekhe Tu
Rab Te Chhad De

Jung Shuru Hone
Se Pehle Jung
Inhe Lag Jayegi

Kisko Yaar Pata tha
Teri Shamsheerein
Jhuk Jaayengi

Himmat Jab Tooti Hai
Karse Koshish Bhi
Lad Payegi

Chhup Jaa Band
Gharon Mein Tu
Darr Ki Awaaz Toh
Aayegi

Mitti Se Jism Ki
Bhatti Mein
Purjor Dhadakta
Seena Hai

Sulgein Hai Phir Se
Ye Ab Na Bujhenge

Toofano Mein Toh
Aur Jalenge
Bhadke Angarey

Shabash
Shabash Jawaana
Shabash Jawaana

Toofano Mein Toh
Aur Jalenge
Bhadke Angarey

Shabash
Shabash Jawaana
Shabash Jawaana

Jo Hoga Tera
Rab Dekhe Tu
Rab Te Chhad De

bandaa singh chaudhary songs, enna sona, inna sona, jubin nautiyal new songs, jubin nautiyal songs, rahul jain new songs, bandaa singh songs, arshad warsi new songs, new bollywood songs, new hindi songs, new love song, new romantic songs, meher vij new songs, latest love songs, arshad warsi songs, new soulful songs, new trending songs, asees kaur new songs, sukhbir new songs, sun bandeya, dil mureeda, meher, shabash jawaana, b praak new songs, sunidhi chauhan new songs