Hamidi Kashmiri Ghazal No 2 Tashreeh Class 12 || نگاہ شوق کیوں مائل نہیں ہے غزل تشریح

Опубликовано: 13 Июль 2026
на канале: Buniyad-e-Urdu
571
13

Nigah-e-shauq kyun maail nahi hai Tashreeh
Koi deevar ab haail nahi hai
Hamidi Kashmiri ki ghazal number 2 nigah e shauq kyu maail nahi hai Tashreeh class 12
Hamidi Kashmiri ki ghazal nigah e shauq kyu maail nahi hai Tashreeh
nigāh-e-shauq kyuuñ maa.il nahīñ hai
koī dīvār ab haa.il nahīñ hai

sahar-dam hī gharoñ se chal paḌe sab
koī jaada koī manzil nahīñ hai

sabhī kī nazreñ haiñ kashtī ke ruḳh par
magar is bahr kā sāhil nahīñ hai

kareñ kis se tavaqqo munsifī kī
koī aisā hai jo qātil nahīñ hai
حامدی کاشمیری کی غزل نمبر 2 کی تشریح
حامدی کاشمیری کی غزل نگاہ شوق کیوں مائل نہیں ہے غزل تشریح

نگاہ شوق کیوں مائل نہیں ہے
کوئی دیوار اب حائل نہیں ہے

سحر دم ہی گھروں سے چل پڑے سب
کوئی جادہ کوئی منزل نہیں ہے

سبھی کی نظریں ہیں کشتی کے رخ پر
مگر اس بحر کا ساحل نہیں ہے

کریں کس سے توقع منصفی کی
کوئی ایسا ہے جو قاتل نہیں ہے
#hamidiKashmirigazal2 #hamidiKashmirigazaltashreeh #hamidiKashmirigazal2tashreeh
निगाह-ए-शौक़ क्यूँ माइल नहीं है
कोई दीवार अब हाइल नहीं है

सहर-दम ही घरों से चल पड़े सब
कोई जादा कोई मंज़िल नहीं है

सभी की नज़रें हैं कश्ती के रुख़ पर
मगर इस बहर का साहिल नहीं है

करें किस से तवक़्क़ो' मुंसिफ़ी की
कोई ऐसा है जो क़ातिल नहीं है