My Kashmir | Line of Control

Опубликовано: 20 Июнь 2026
на канале: UmarSaeedAhmad
239
9

Line of Control | Muzaffarabad | Neelum Valley | Keran Village | Arang Khel

Ye khuli fiza Janay
Befikr hawa Janay
Hum ko hai kahan jana
Ye to rasta Janay

Janay ab Khuda Janay
Agay ho ga kia Janay
Dil to hai parinda
Asman ko mangay
Hai umang zinda
Qaid tor bhagay
Khwaab hain nigahoun main, door door rahoun main
Ja ke hum ko rehna hai zindagi ki bahoun main

Bhulleya bhulleya
Jag sara bhulleya
Man moj zamana
Bhulleya way bhulleya

Bekhabar chal diye hain
Manzelain aazmanay
Aa jayainge hum
Pyaar ke saamne

Hum nikal pare hain
Paar hum ko janna hai
Chaahton ki baazi
Jeet ke dikhana hai

Ur chale bhale jaye
Unkahi kahe jaye
Dil ki saari baton ko bhi
Labo’n pe le ayain