महत्वपूर्ण प्रश्न - जीव विज्ञान (Biology) | Basic Concepts Of Biology Part 4 | Saini Online Classes

Опубликовано: 16 Июль 2026
на канале: Saini Online Classes
94
2

महत्वपूर्ण प्रश्न - जीव विज्ञान (Biology) | Basic Concepts Of Biology Part 4 | Saini Online Classes

Hi,
I am Amit Saini,
Welcome to our youtube channel "SAINI ONLINE CLASSES."

About this videos:-

Doston is video mein maine biology ke basic concepts ke bare me bataya hai aur biology ke kuch important questions ke bare mein maine discuss kiya hai aur unka maine answer bhi bataya hai.
Ummid karta hun apko topic samajh mein aya hoga agr fir bhi aapka koi doubt hai is topic se related to niche comment box ke madhyam se hum se poochh sakte hain main uska reply jarur dunga.

Solved Queries In This Video:-

1.Jeev vigyan ki paribhasha kya hai?
2.Jeev vigyan shabd ka sarvpratham prayog kisne aur kab kiya tha?
3.Jeev vigyan kis kis shabd se milkar Bana Hai?
4.Prithvi per jivan kitne prakar ka hai?
5.Jeev jagat ko kitne bhagon mein vibhajit kiya gaya hai?
6.Jeev vigyan ka adhyayan kitne bhago mein vibhakt Karke Kiya jata hai?
7.Vigyan, jeev vigyan, jantu vigyan tatha vanaspati vigyan ke janak kaun hai?
8.Koshika Ki khoj sarvpratham kisne kisse aur kab ki thi?
9.Sajiv madhyam mein koshika Ki khoj kisne aur kab ki thi?
10.Koshika ka angreji shabd cell kis bhasha ke shabd se liya gaya hai?
11.Jantu vigyan ki paribhasha kya hai?
12.Vanaspati vigyan ki paribhasha kya hai?

Friends you see the video and if it looks good like it and share it. If you have any questions or is there any confusion? So you ask me by commenting. I will do my best to reply to your comments.

Thank you soo much..................
---------------------------------------------------------------------------------------------------

Please watch all the videos in sequence from Playlist:-


About this channel:-

Dosto es Channel par aapko Education se related videos Hindi me dekhne ko milti rahegi. Iske sath hi es channel par aapko spoken English course ki video bhi bilkul free me dekhne ko milegi.Dosto agar apko ye channel pasand ata hai to ese jarur subscribe kijiyega.
Thank you soooo much.................
---------------------------------------------------------------------------------------------------

Our Social Link:-
Youtube:-
Facebook Page:-
Twitter:-
Instagram:-
Email:[email protected]
#SainiOnlineClasses #AmitSaini #BiologyClass12Ncert #Class12BiologyInHindi #BiologyNeet #BiologyNcertClass12 #BiologyClass12InHindi #ObjectiveQuestions #Neet #Ncert #Biology #Class12