GodFather to many, bhagwan Call me Lord!
After a Huge Silence I came up with The GodFather!
Thanks to all my Homies and Listeners!
Written, Performed, Produced, Recorded, Mixed, Master, Poster and Video by Yours Truly - #rehmaan aka #bhagwan
#godfather #thegodfather #drill
/ rehmaanmusic
/ annisticxs
Lyrics:
Aint Just a king, God in the North,
Godfather to many & Bhagwaan call me lord
North mean KP; No Compitition within whole
Son's be barking on the back but cant on the forth
Beat jalfarezi abi khana nahi beef mujhe
Sheer bhi lazeez, wack bars kare mareez mujhe
Raitaa bhi lao aray namak thoda kam parra
ilfaaz badmaza aap lagte hain zaeef mujhe
Rang pasand hai safed chitta latta latthi kandhay pe
Khotha sikka wo jo sola aanay ban kr chutta main
Ghatay badal ghanay barse chante inke matthe pe
gharoor nahi paisay ka kyun k mainni betha kothay pe
Parakh pehle khudko phir meri jhalak aa k dekh
Chapey londe ganay mere sunle inki maa ka seth
Hawa main hai garmi beat dhuaan maren jese jeth
Aath per sola jese ganay bhi hain paray jaa k dekh
Jaa k dekh recard main insaan hai k bhagwan
Ilm o adab ka ustaad boht bachay bhi parhaye maine
Kafii sanp chorh chuke kahi dost bhi gavaye maine
Kabhi khoon diya, or dil ka gosh de k ugaye
Kabhi mouseeqar or kahi rapper bhi banaye maine
Sikandar dilon ka or naa janoob main hareef koi
Kafi sharian likhi kafi ganay Bhi hain gaye maine
Skills se or kaam se, king bana north ka
Asli honay ka khitaab deke dost bhi azmaye maine
Nakli jordan kabhi pehne nai kyu k ouqaat nahi meri
Naa qalam ghisshi tujh pe kyun k ouqaat nahi teri
Paise abi kam par pair main rakhni hai Wagon G
Main bhai ban k war karoon? yeh ad-daat nahi meri
Shuru se main reham dil rehmaan ne inka sath diya
Naqash bolay phar de main bola nahi muaff kiya
Badnasalon se kya gilla, Sanp k Fitra t main zehar
Aezy bolay janay de, yeh naaf k hain baal saaf kiya!