Ulatii Shalwar Ek Bap Ki Tauba | Romantic and Bold Novel

Опубликовано: 15 Май 2026
на канале: Mishal Voice
20
1

Ayesha ek gareeb ghar ki mehnati ladki hai jo parh kar apne maa-baap ka sahara banana chahti hai. Lekin school ka teacher Master Wikaar uski majboori ka faida uthane ki koshish karta hai.

Doosri taraf Master Wikaar ki apni badi beti Farheen bhi naukri ki talash mein usi tarah ki majboori ka shikaar ho jati hai.

Ek din jab Farheen promotion ki khushi mein ghar aati hai, to uski ulti shalwar dekh kar Master Wikaar ka zameer jaag utha hai.
Kya Master Wikaar apni galtiyan maan lega?
Kya woh apni beti ko bachane ke liye khud badal jayega?

Yeh kahani sikhati hai ke jo hum doosron ki betiyon ke saath karte hain, wohi ek din humari apni betiyon ke saath hota hai.

Tauba ka rasta hamesha khula hai.
Agar aapko yeh kahani pasand aaye to Like zaroor karein, Comment mein apna opinion batayein aur channel ko Subscribe kar lein taake aisi hi emotional moral stories aapko milti rahein.

#UltiShalwar #MoralStory #SachchiKahani #EmotionalKahani #TaubaKiKahani #ZameerKiAwaaz