laree chooti // call // slowed + reverb

Опубликовано: 17 Июль 2026
на канале: sitting on a rooftop at 3am
1,587
41

kismat ka khel hai sara
phirta tha mein awara
yeh kya se kya hogaya
chaar din ki zindagani
har pal ek nai kahani
kya tha mein kya ban gaya
kya hua jo larrri chuti
jeevan ki gadi looti
khwaab hai to mujhko naa jaga
zindagi ek pal mein salli
yun palat gai humari
jhooth hai to mujhko na bataa

karlo jo bhi karna hai
hota hai jo hona hai
guzra to pal yeh phir na aayega
kya bura hai kya bhala hai
waqt hi shayaad khuda hai
ho jane do phir dekha jayega
kya hua jo larrri chuti
jeevan ki gadi looti
khwaab hai to mujhko naa jaga
zindagi ek pal mein salli
yun palat gai humari
jhooth hai to mujhko na bataa

#call#lareechoote #slowed

all credits goes to call
No copyright infringement intended