hiii friends,
Iss video me world Ke cheapest smartphone Ke baare me bataya gya h jo ki Feb 2016 me launch hua tha. Iss phone ko banaane wali company thi "Ringing bell". Aur iss smartphone ka naam h "freedom 251".
Dosto yhe smartphone kewal Rs.251 me hi mil rha tha. Issi Ke saath charger aur earphone bhi mil rha tha.
Dosto iss smartphone Ke features bahut badiya the kyoki issme uss time ka latest Android version 5.1 mil rha tha, 1GB Ke sath 8 GB ki storage mil rhi thi. Too Dosto iss smartphone Ke sabhi features iss video bataye gye h.
Friends me aasha karta hu ki yhe video aapko achha lga hoga. Agar the video aapko achha lga ho too iss video ko like kijiye Dosto Ke sath share kijiye aur hamre channel Garud Tech ko subscribe kijiye.
Thanks you!
हेलो दोस्तो,
मैं आशा करता हूँ कि यह विडियो आपके लिए बहुत ही पसंद आया होगा। अगर यह विडियो आपको अच्छा लगा हो तो इस विडियो को like 👍 और अपने दोस्तों के साथ share किज़िए।
धन्यवाद!
#cheapest
#freedom251