Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics | Sanam Re | Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik |

Опубликовано: 02 Март 2026
на канале: Superhit Music
7,600,141
98k

Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics from Sanam Re starring Pulkit Samrat & Yami Gautam sung by Armaan Malik & Palak Muchhal and composed by Amaal Mallik with lyrics written by Manoj Yadav.

"HUA HAI AAJ PEHLI BAAR" SONG INFO

Singer: Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik
Album: Sanam Re
Lyricist: Manoj Yadav
Music: Amaal Mallik
Language: Hindi

LYRICS

Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon


Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon


Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon


Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara


Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara


Baaton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain tarifiyaan


Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahan saara
Hua na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara


Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon
Rabb se laaya hoon..


Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon


Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon


Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan


Yeh dil pagal bana baitha
Ise ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re


Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon..

#Huahaiaajpehlibaar #Armaannalik #Palakmuchhal #Amaalmallik



________________________________
Enjoy & stay connected with us!
👉 Subscribe to Superhit Music:    / @superhitmusiclyrics  
👉 Follow us on Instagram:   / superhitmusic  
👉 Follow us on Facebook: https://www.facebook.com/superhitmusi...