Written and Performed By: MEER X
Produced By: jeanparker x daks9k
Mix/Mastered By: XAlone
Artwork/Visuals By : MEER X
LYRICS :-
[ VERSE ]
log bolyen meer itna rude sa jara ha
msla hai kiya itna tot sa jara hai ,
har mangal ko sangat se cut sa jata hai
ab kuch to hai garbar wo bol na pata hai
eik hi ghlti wo br br dhora ra hai
laakh smjhany pe smjh na para hai
ankhoon pa pati ab bndhi hai shayad
har taraf wo nazryen ghoma na para hai
azmaishoon main prhke jhoom gaya
ab kis ki nazar nil parh gaya
achy mijazz na dikh rahy usky
kon zimmedar wou toot gaya haan
janty ye sb ab kis kis ko facts don ?
manty nahi kiya sb se main hate loon ?
khara tha sach ky sahare ma jhoot hoon ?
andhi mohabbat ko chase kia ma lose ho?
logo ki baatyen jo hoti waqtaan farzi hai
tabhi to meri ab in logo se na banti hai
[ VERSE ]
ander hi ander se dekh main toot ra
waqif nh phr kyun zakham ko noch ra
samny shareef dilase bhi dengy
deny ke bd sab wapis to lyngy
ehsanfaramosh koyi inse hi seekhy
beef weef nah naam mera lyngy
dil vadda kar bro log nam janygy
ana ka masla kaam se phehchany gy
hustle to jari hai kheech kyun rhy ab
2 hazaar jaib main aja to chal ab
studio ka tym to yad haina tujhko
paisa na jaib ma req samajh ab
[ HOOK ]
aye khuda ye kaisa imtehaan hai?
aye khuda ye kaisa intezar hai?
sbko btaya ky mera hai maqsad kia
ye khusiyaan jo bekhar ra mai bas ye to mera pyaar haan
[ VERSE ]
khusiyaan bekheri jab unhi ky chehron pe
ehmiyat bhi di sirf unhi ky kehny pe
mou na lagaty wo kehty chl hat oye
baap kamai pe haan palta to roz ha
14K hazaar smjhta kia khudko
celeb nahi yaqeen ha mujhko
sangat ma betho wo ehmiyat nai dengy
is dar ki waja se kata ra khud ko
baap kamai pe nai khud kamata hoon
khud kama ke roz baap ko lata hoon
zindagi ne sirf dard diye ha
jabhi toh aj apny ap khara hoon
danda dia ha industry ka raaz wou
pushing UG nah apny na log wou
hum to falak ke ubharty sitare
mehnat se agay hustle ke sahare
[ HOOK ]
aye khuda ye kaisa imtehaan hai?
aye khuda ye kaisa intezar hai?
sbko btaya ky mera hai maqsad kia
ye khusiyaan jo bekhar ra mai bas ye to mera pyaar haan
MEER X :
/ meerxofficial
/ iasadameer.official
https://soundcloud.app.goo.gl/9yveD
https://open.spotify.com/artist/2tCIv...
#meerx #imtehaan #karachi #hiphop #karachihiphop #rapper #music #underground #pakistanihiphop #pakistani #rapmusic #solotrack #trending #youtube #yt #hiphopindia #mumbai