🚨 Wrong Thumb = ID Card Rejected! 😱 | Right vs Left Thumb Guide 🆔
Shanakhti card apply karte waqt sab se bari ghalti kya hoti hai?
❌ Ghalat angutha lagana
❌ Sahi signature na karna
Is video mein aap seekhen ge:
👉 Mard aur aurat ka konsa angutha lagta hai
👉 Right thumb ya Left thumb — asal rule kya hai?
👉 Anparh afrad ke liye sahi thumb impression ka tareeqa
👉 Signature vs Thumb — konsa sahi hai?
⚠️ 90% log yehi ghalti karte hain jis se unka ID card reject ho jata hai!
Agar aap NADRA / Pak ID App se apply kar rahe hain to ye video lazmi dekhein warna aap ki mehnat zaya ho sakti hai.
📌 Save karein aur dusron ke sath share karein taake woh bhi is bari ghalti se bach saken!
#IDCard #PakID #NADRA #ThumbImpression #CNIC #Pakistan #Guide