SOCH - KAISA [Official Audio]

Опубликовано: 01 Апрель 2026
на канале: SOCH
119
0

Written & Performed By ►SOCH

Lyrics

Likha gaana maine kaisa
Tujhe laga kaisa
Chuna sahi tareeka, apni baat Kehne ka
Flow mein Kami bardasht lekin feel mein Kami nahi chhodta
Main ladki nahi chunta, chunta sahi tarika
Zindagi jeene ka
haal ho kaisa bhi har haal mein khush rehne ka

Paisa pass Lata wahi dur bhi karta
Yeh duniya daari main badi bakhubi samajhta
Khud se jhoot nahi bolta
Dohri soch rakhta, dohri zindaagi nahi jeeta

Tujhe kaisa laga, mera gaana sunke
Kya tujhe laga taza ya laga baasi
Main udti hue chidiya ke par nahi ginta
Main apne parindon ko pinjre mein kaid nahi karta
khul ke jeene ke liye tadapte, main nahi tadpata
Main apne parindon ko pinjre se azaad karta
Khule aasmaan mein udne deta

Likha gaana maine kaisa, Tujhe laga kaisa
Chuna sahi tarika, maine gaane ka
Flow mein Kami bardasht lekin feel mein Kami nahi chhodta
Main ladki nahi chunta, chunta sahi tarika
Zindagi jeene ka
haal ho kaisa bhi har haal mein khush rehne ka

Paisa paas Lata wahi dur bhi karta
Yeh duniya daari main badi bakhubi samajhta
Khud se jhoot nahi bolta
Dohri soch rakhta, dohri zindaagi nahi jeeta

#Soch
Do Muh Nahi Do Soch

#LastForNow #Album