Main baarish ka mausam hoon .. | Kuch Bhi Ho Jaye | B Praak | Lyrics Video | Jaani | Super Nk |

Опубликовано: 05 Октябрь 2026
на канале: Super Nk
15,249
179

#MainBaarishKaMausamHoon #KuchBhiHoJaye #BPraak #LyricsVideo #Jaani #SuperNk

Copy The Lyrics Of This Song From Here - https://www.supernklyrics.life/

Read Full Lyrics ⤵️⤵️

Main baarish ka mausam hoon
Tujhe ek din bhaaunga
Ho do din deke khushiyaan
Hashar tak le aaunga

Main baarish ka mausam hoon
Mera aitbaar na karna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna

Ho akhiyan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna

Aa... wo...

Tumne sudhara tha
Tumne bigaada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yoon bewafa
Par tune bana diya

Tumne sudhara tha
Tumne bigaada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yoon bewafa
Par tune bana diya

Ho Jaani kolon door reh tainu samjhawan
Mera ki pata main kal mar jaawan

Ho Jaani chhod chuka hai
Ab to maut se darna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna

Ho akhiyaan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna

Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaaiyan kar ke
Ke ab mazaa aane laga hai mujhe
Bewafaaiyan kar ke

Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaaiyan kar ke
Ke ab mazaa aane laga hai mujhe
Bewafaaiyan kar ke

Soch tere baare junoon mil jaata hai
Chhod kisi ko sukoon mil jaata hai

Ho pata nahi kab kiski
Hai baahon mein marna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna

Ho akhiyaan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna

Follow me on!

facebook -   / supernk143  
Instagram -   / _super_nk  
download movies in one tap - https://www.supernk.xyz
telegram - https://t.me/DailyEarningAppsGroup

Thank You!