Ek Mota Hathi ghumne chala हिंदी कार्टून kids cartoon video, एक मोटा हाथी 3D 4k animated Hindi song for baby
#cartoon #hindirhymes #hindicartoons
II Subscribe Now II
Many More Kids Songs and Videos Coming Soon !
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
🎶 Lyrics 🎶
Ek Mota Hathi (v2)
Ek mota hathi jhoom ke chala,
Makdi ke jaal mein jake wo phasa,
Jaal ko dekha, dekh ke dara
Dusre hathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Do mote hathi ghumne chalein
Gahri nadi mein jake wo phase,
Khudh ko dubte dekh ke darein
Teesre hathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Teen mote haathi sair ko chalein,
Shikari ke pinjare mein jake wo phasein,
Shikari ko dekha, Dekh ke dare
Chauthe haathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Chaar mote haathi jhoom ke chalein,
Kichad mein jake sab wo gire,
Khud ko dekha, Dekh ke dare
Pachve haathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Panch mote hathi masti me chalein
Unity ne unko khatron se bachaya
Soond hilate aage wo badhe
Masti me apni chaltein wo rahe
Ha ha ha, Ha ha ha, ha ha ha
एक मोटा हाथी झूम के चला,
मकड़ी के जाल में जाके वो फंसा,
जाल को देखा, देख के डरा
दूसरे हाथी को इशारे से बुलाया
इधर आ, इधर आ, इधर आ
दो मोटे हाथी घुमने चलें
गहरी नदी में जाके वो फंसें,
ख़ुद को डूबते देख के डरें
तीसरे हाथी को इशारे से बुलाया
इधर आ, इधर आ, इधर आ
तीन मोटे हाथी सैर को चलें,
शिकारी के पिंजरे में जेके वो फंसें,
शिकारी को देखा, देख के डरे
चौथे हाथी को इशारे से बुलाया
इधर आ, इधर आ, इधर आ
चार मोटे हाथी झूम के चलें,
किचड़ में जाके सब वो गिरे,
खुद को देखा, देख के डरे
पचवे हाथी को इशारे से बुलाया
इधर आ, इधर आ, इधर आ
पांच मोटे हाथी मस्ती में चलें
एकता ने उनको खतरों से बचाया
सूंड हिलते आगे वो बढ़े
मस्ती में अपनी चलते वो रहे
हा हा हा, हा हा हा, हा हा हा
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Listen to Jamure Kids hindi poem songs on : ♪ ⤵️ 🐣
♪ Spotify: https://open.spotify.com/artist/1QuZN...
🎵 Apple Music: / jamure-kids
🎶 Amazon Music: https://music.amazon.in/artists/B09VX...
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡
JamureKids™ - Mecapre Pvt. Ltd.
Video, Music & Lyrics
©Copyright Mecapre. All Rights Reserved.
🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
youtube video for kids, youtube kids, cartoon video, cartoon for kids, youtube cartoon india, Jamure Kids, hindi rhymes for children, hindi rhymes for kids, kids hindi rhymes, rhymes in hindi, bal geet, hindi kids rhymes
.
.
ek mota hathi, ek mota hathi nursery rhyme, ek mota hathi + more nursery rhymes, ek mota hathi , mitthu mitthu ek mota hathi, ek mota hathi playlist, ek mota hathi hindi nursery rhymes, ek mota hathi nursery rhymes, ek mota hathi elephant, ek mota hathi black colour, ek mota hathi pink colour, ek mota hathi blue colour, ek mota hathi red elephant, ek mota hathi jhoom ke chala, ek mota hathi ghumne gaya