Samsung Galaxy M02 Unboxing & Review
Namaskaar dosto mera naam h Dharmesh aur is video m maine Galaxy M02 ki unboxing ki h.
Galaxy M02 ek budget smartphone h jise haal hi m Samsung ne launch kiya h.
Baat agar specifications ki kare to yaha aapko 6.5" ka Display, 13MP Rear aur 5MP front camera diya gya h.
Video m Maine Galaxy M02 k Design, Display, UI Features, Camera, Hardware, Battery aur baaki k specifications k baare m baat ki h.
Mujhe ummid h ye video aapko pasand aayega.
Thanks for watching Have A Nice Day.
#GalaxyM02 #MeraM #PhoneHINDI