Naat e Rasool(ﷺ), " Aao Mere Nabi Ki Shan Suno, Nabi hai bolta Quran sunu ", Pakistan aur Dunya bher main Mashoor aur Maroof Naat khuwan Jnab Hafiz Muhammad Tahir Qadri Sahab ki Awaz main...
Lyrics of this beautiful Naat Shareef:
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere Nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Habib pyara nazar uthaye
Vo maula kibla badal de
Kahi ye chahat kahi vo kehna
Ke Musa aana sambhal ke
Khuda hai inpe meharbaan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Nabi(ﷺ) ka sajda hua hai lamba
Husain pusht pe baithe
Tere navase ke jinke jode
Khuda ne khuld se bheje
Hai jibraeel bhi darbaan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Namazain di thi pachas Rab ne
Nabi(ﷺ) ne paanch karaee
Hai dekho kitna khayal e ummat
Nabi(ﷺ) ne baat banaee
Vahi hai Arsh ke mehman suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Nabi(ﷺ) ke aashik bilal e habshi
Hai jinke arsh pe charche
Bilal jab bhi Azan dete
Sahaba ishk mai rote
Bilal-e-Habshi ki azan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Nabi(ﷺ) ki azmat pe pehra dena
Raza ne hamko sikhaya
Nabi(ﷺ) ka dushman hai apna dushman
Raza ne ham ko bataya
Raza hai ishk ki pehchan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere Nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Husaini jazba ubharta hai
Ali ke naam ka naara
Yazidiyon ko pachhadta hai
Ali ke naam ka naara
Ali hai mustafa(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Nabi(ﷺ) ki nazrein rahe UJAGAR
Isi se apna guzara
Nabi(ﷺ) ka saya rahe salamat
Yahi hai apna sahara
Nabi(ﷺ) ke hai kitne ehsaan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Aao mere nabi(ﷺ) ki shan suno
Nabi(ﷺ) hai bolta quran suno
Aqa Maula Nabi(ﷺ) Maula
Lyrics From: http://www.naat-e-sarkar.com/2015/08/...
Subscribe My channel for more Naat Sharif Videos:
http://bit.ly/naatsonline
Hud be sunien aur apne dosto k sath SOCIAL MEDIA per SHARE be krien, Subscribe for More..!
Sukria !!