#suryaputrakarn #mahabharatstories #shreekrishna
कर्ण ने अंतिम समय में श्रीकृष्ण से क्या रहस्यमयी बातें कहीं? | जानिए वो अनसुनी बातें!
Mahabharat yuddh ke dauraan Karna aur Shri Krishna ki woh mahatvapurn bhet, jisne Karna ke jeevan ke saare sawaalon ko samet liya tha. Karna ne Shri Krishna se kaha, "Hey Madhav, kya avaidh santaan hona mera apradh tha? Janm lete hi meri maa ne mujhe tyaag diya. Dronacharya ne mujhe keval isliye shiksha nahi di kyunki main Kshatriya nahi tha. Parshuram ne vidya di, parantu Kshatriya na hone ke kaaran mujhe shraap bhi diya ki jab mujhe uski sabse zyada zarurat hogi, mujhe uska smaran nahi rahega. Ek gaay ko sanyogvash mera baan lag gaya aur uske swami ne mujhe phir se shraap de diya. Draupadi ne swayamvar mein mera apmaan kiya, aur ant mein, Maa Kunti ne mujhe mera janm rahasya tab bataya, jab unka maksad apne anya putron ko bachana tha. Jo kuch bhi maine paaya, woh keval Duryodhan se hi mila. To batayiye, agar main uski taraf se lad raha hoon, to kya main galat hoon?"
1.karna last scene in mahabharat
2.karna last scene
3.karna last words
4.karna last fight with arjun
5.karna last scene in mahabharat hindi
6.karna last words to krishna
7.karna last words to duryodhana
8.karna last conversation with krishna
9.karna last talk with krishna
10.karna last moment mahabharat
#mahabharat #mahabharata #mahabharatham #draupadi #mahabharatstarplus #mahabharatmemories #mahabharatlovers #poojasharma #mahabharatdiaries #krishna #sourabhraajjain #panchali