माता सीता का ऐसा श्राप जिसे कोई बदल नहीं सका! | रहस्यमयी रामायण कथा
Is Shraddh ko poorn karne ke liye, Mata Sita ne Gaya ji ke pavitra Phalgu Nadi ke tat par Raja Dasharath ke pind daan ki vidhi aarambh ki. Yeh anushthan karte samay, unhone Vatvriksh, Brahman, Kauwa, Phalgu Nadi aur Gaay ko saakshi ke roop mein chuna.
Jab Shri Ram laut kar aaye aur Mata Sita se Shraddh ke poorn hone ka saakshya maanga, tab Mata Sita ne in sabhi saakshiyon ko prastut kiya. Parantu chaukane wali baat yeh hui ki Gaay, Brahman, Kauwa aur Phalgu Nadi ne jhoothi gawaahi de di. Sirf ek Vatvriksh ne sacchai ka saath diya aur Mata Sita ke Shraddh karne ki baat maani.
Related quarries:-
1. mata sita ne diya shrap
2. mata sita ne kise shrap diya tha
3. sita mata ne kya shrap diya tha ayodhya ko
4. mata sita ne tulsi ko kya shrap diya
5. mata sita ne kis nadi ko shrap diya tha
6. mata sita ne brahman ko kya shrap diya tha
7. mata sita ne ayodhya ko kyon shrap diya
8. mata sita ne dhobi ko kya shrap diya tha
9. mata sita ko tote ne kyon shrap diya
10. ayodhya vasiyo ko mata sita ne kya shrap diya tha
11. माता सीता का श्राप
#mahabirhanuman #ramayansongstatus #ramayansong #matalaxmi #sitamata #maadurgamyheartbeat #रामायण_संदेश #hindubhakat #ramsiyakeluvkush😊 #laxminarayan #maasherawali #devisita #siyakeramserial #prajwalchauhan #uttarkand