Song Composed by - Pr. Girish Naik
Sung by - Pr. Girish Naik & Pr. Lenin Samuel
Chorus by - Joel Girish & Isaac Lenin
music by - M S Mirajkar
Yeshu naam kitna Sundar hai
Yeshu naam kitna madhur hai ||2||
Yeshu naam...................
Yeshu naam kitna Sundar hai
Yeshu naam kitna madhur hai ||2||
Yeshu naam.....................
Sab naamo se uncha hai naam||2||
Yeshu naam Yeshu naam ||2||
1. Chutkara deta hai yeshu naam
Uddhar karta hai yeshu naam ||2||
Nav jeevan deta hai yeshu naam
Shanti deta hai yeshu naam ||2||
Yeshu naam ..................
Sab naamo se uncha hai naam||2||
Yeshu naam Yeshu naam ||2||
Rakvaala........ Adbhuta hai Adbhuta hai
Rakvaala adbuta hai ||2||
2. Aashish deta hai yeshu naam
Samrudh karta hai yeshu naam||2||
Aasha ko pura karta yeshu naam
Vishwas badaata hai yashu naam||2||
Yeshu naam..................
Sab naamo se uncha hai naam||2||
Yeshu naam Yeshu naam ||2||
3. Bandhano ko todtha hai yeshu naam
Shaitan se chudata hai yeshu naam||2||
Changayi deta hai yeshu naam
Jai Dene vaala hai yeshu naam ||2||
Yeshu naam .................
Sab naamo se uncha hai naam||2||
Yeshu naam Yeshu naam ||2||